101 Choti Baatein Bade Kam Ki by Maj (Retd) Pradeep Khare.

The Blurb: 

जीवन बहुरूपदर्शक है । यह असंख्य स्थितियों को प्रस्तुत करता है । यह छोटी सी पुस्तक आपको बताती है की कैसे आप:- 

१. अपने स्वस्थ्य का ध्यान रखें |
२. एक ज़िम्मेदार अभिभावक बने |
३. अपमान से निपटना सीखें |
४. उस काम में आनंद लें जिसे आप पसंद नहीं करते |
५. हमेशा खुश रहें | 

और ९६ ऐसे ही रोचक और उपयोगी छोटी बातें, बड़े काम की

'१०१ छोटी बातें,बड़े काम की'जीवन के व्यक्तिगत, पेशेवर, सामाजिक, जीवनशैली,स्वास्थ्य सम्बन्धी और पालन पोषण के सभी पहलुओं पर प्रकाश डालती है और आपको वास्तविक सफलता दिलाने में मदद करेगी । यदिआपका एक पहलु कमजोर होगा तो आपको जीवन में सच्ची सफलता नहीं मिल सकती । जीवन में एक प्रभावशाली व्यक्तित्व बनाने के लिए आपको संतुलित होना चाहिए ।
यह पुस्तक सभी उम्र के लोगो के लिए उपयुक्त है और सरल भाषा में लिखी गयी है ।इसे आप चाहें तो एक बार में ही पूरा पढ़ सकते हैं ,या फिर किसी भी पेज से शुरू कर सकते हैं ।इसे पढ़ने का कोई निर्धारित क्रम नहीं है ।मुझे विश्वास है की जब भी आप इसे पढ़ेंगे आप प्रोत्साहित होंगे और इसे बार बार पढ़ेंगे। आप इसकी प्रतियां अपने प्रियजनों को उपहार में दे सकते हैं।

About Book: 

Iss ketab 101 Choti Baatein Bade Kam Ki mein lehkak Major Pradeep Khare ne bataiyein hain ki kaise aap safatla ki seedi chad sakte hain in gunno ko apna k.

Lekah shurvat hi “suprabhat ke saath ek mahan din ki shuruvat kare” aise ki hain. Iss mein lehkak ne yeh bata hain kaise aap ek chote kaam se apne andar sakaratmak bhavna ka upchar kar sakte hain. 

Lehkak kehte hain din 5 min ka dhyaan aapke vicharon ko shant karne mein kaise madat karega, kaise dhyaan lagaye ge jisse, apke andar ek soch ka nirman hoga jis se aapka vartaman kaal safatla ke liye tayaar hoga. Agar aapka din accha hoga toh aapki soch , kaam ke prati ruchi aur demaag steer rahega. 

Uss tarah hamara dusra vishay "shama karke bhool jaayein aur accha karaiya karein" iss se apki mansik stethi kaise hogi ye bataiya hain. Agar hum shama nah karein toh hamara mann mein badle ke bhavna jagrut ho jaati hain. Ussi gusse ko shaant karke hum apna mann mein ye bhavna jagaiyein ki sab kuch bhala bura bhool ke hum maaf kar de kyuki hum sab ko ek mauka milna chaiye taaki hum galti sudar sakein.

My Take: 

101 Choti Baatein Bade Kam Ki by Maj (Retd) Pradeep Khare dwaara likhit nayi pustak hai aur yah na keval sahayak hain balki sath hi sath prerak bhi hai. Yah kitaab saral aur aasan bhasha mein hain jo aasani se samaj aa jaye, aisi likhi gayi hain. Aur lekhak ne is pustak ko badi barikhi aur soch vichaar ke saath likha hain.

Iss pustak ke kahi pehlu hain, jin ho ne mujhe pustak se robaro karaiya hain. Iss Kitab mein kahi vishay hain jisse meri dil chaspi bhad gayi aur mujhe is se padhana isse majja aaya. 
Isme kuch chapter hain jo iss kitab meun meri ruchi badha diya.

1. Samay barbaad mat karo.
2. Safalta kya hai?
3. Mobile ko kb istemaal nahi karna chaiye
4. Jeevan kaushal
5. Ek jimedar Abhibhavak bane

Aise iss book me kul 101 baatein hain jo hai toh chotti si par har bade kaam ki. 

Sampoorn yeh ek adbhut ketaab hain. Toh click kariyein aur abhi padhiye 101 Choti Baatein Bade Kaam Ki by Maj (Retd) Pradeep Khare.

Comments

Popular posts from this blog

Altars of Living Stones: Building Faith One Testimony at a Time by Patrick Aquilone.

Author Interview With Gayatri Athreyan.

Deyga's Skin Care Gel Face Masks

Author's Interview With Arnab Basu.